Home / امراض اور انکا علاج / امراض مردانہ |Male sexual disorders / Surt E Anzal (premature ejuculation) Ka Elaj(Nuskha no 7)

Surt E Anzal (premature ejuculation) Ka Elaj(Nuskha no 7)

Surt E Anzal (premature ejuculation) Ka Elaj(Nuskha no 7)

Kafi dinon kay baad phir mubashrat (intercourse) ki koshish karta hai itney arsey mein mani (semen) ki naaliyan bhar jati hain jis ki wajah sey mamooli stimulation sey woh phir waqt sey pehley inzal ho jata hai. Agar yeh masla der tak jari rahey to kuch afraad iss ki wajah sey nafsiyati naa mardi ka shikar ho kar iss sharmindigi sey bach jaatey hain. Yani naa tanau (erection) hoga, naa mubashrat (intercourse) aur phir naa hi early inzal ki sharmindagi ho gi. Agar fard ek bar iss ka shikar hojaey to aa’enda expectation ki wajah sey jald inzal ho jata hai. Iss tarhan woh surat e inzal kay masley ka mustaqil mareez ban jata hai. Waisey har fard kabhi naa kabhi iss ka shikar ho jata hai. Aisi surat mein smile karein aur kahein kay aa’enda karkardigi behtar hogi. Mukhtalif maahireen nay early inzal ki mukhtalif tareef ki hai.

Surt E Anzal (premature ejuculation) Ka Elaj(Nuskha no 7)

mardana kamzori ka ilaj shadi courseMardana Kamzori Ka Ilaj… Shadi Course

hakeem imran kamboh

error: Content is protected !!